Court me 07/12/15 ko bahas hogi wo nimn hain : 72825 प्रशिक्षु शिक्षकों की भर्ती Latest News

Supreme Court dwara 2 November ke aadesh me koi bhi Antrim Aadesh nahi aaya hai Sath hi jin issues par Court me 07/12/15 ko bahas hogi wo nimn hain.
1. ki kya NCTE ke dwara banayi gayi shikshak bhartee ke qualification ke sandarbh me guidlines anuchit hai ya nahi.
2.kya tet ke praptank hi.kisi teacher bhartee ke pa

d bharne ka ekmatra paimana hai.
3. NCTE ke guidlines ko us samay sahi mante hue High.court dwara 15va sansodhan ke bare me order (14(3)) ka nirast ) kwrna kya uchit tha ya nahi.
4. bindu 3 ke sandarbh me, NCTE ke guidlines ke antargat (notification dated 11.02.2011 ke clause 9 ke antargat) TET weightage ki avdharna ki vyakhya nirdharit karna .
5. Shiksha mitra ke sandarbh me Court ne.sirf SLP me.sun jane.ki baat ki
in total court ne koi amtrim adesh nahi diya aur na hi kisi bhi bindu ya clause par vyakhya di.jaisa ki 02 November ko logo ne halla machana.shuru.kar diya tha. bahrhaal is wakt JRT shikhsako ke.Sangh.ko.kuchh.special.Kadam.uthane padenge Taaki JRT kisi bhi virodhi dwara prashan lagane pahle hum apne liye suraksha kawach taiyar kar Saken.
main ek baar fir kahunga afwahon par dhyan den lekin.achhe aur bure me fark karna sikhen.

ताज़ा खबरें - प्रशिक्षु शिक्षकों की भर्ती सरकारी नौकरी - Army /Bank /CPSU /Defence /Faculty /Non-teaching /Police /PSC /Special recruitment drive /SSC /Stenographer /Teaching Jobs /Trainee / UPSC