16 aur 17 november ko humare jin saathi trainees 2nd exam me bhaag lenge ....
Unke liye kuch yaad rakhne yogya baaten ....
1- Wo saathi Parigyan module ko fully 4/5 times dhhyan se padh len ...
2- Isme se un questions ko avashy yaad kar len jinme kisi cheej ke many types hon ...
Example - Anusandhan ke prakar
Example - Anusandhan ke prakar
3- Module ke baad class 3,4 and 5 ki bhi sambhandhit subjects ki book 1/2 times dekh len ...
Kuch questions inme se aaye the pahle exam me ....
4- Uprokt sabhi waale vikalpon par poora dhyan den ...
Mostly sahi hote hain ....
5- Hindi , English me thodi Vyakaran, Maths ke paper me Basic arithmatic aayega ....
8th class tak ka ...
6- पवन model paper mai se bhi kaafi paper aaya tha ....
All the Best for You ....
ताज़ा खबरें - प्रशिक्षु शिक्षकों की भर्ती सरकारी नौकरी - Army /Bank /CPSU /Defence /Faculty /Non-teaching /Police /PSC /Special recruitment drive /SSC /Stenographer /Teaching Jobs /Trainee / UPSC