कल विनय पाण्डेय मिलेंगे मा . न्यायमूर्ति अरुण टण्डन से , और उन्हें कुछ वैधानिक सलाह भी देंगे.........
PRIME TIME SPECIAL POST
1) dosto jaisa ki vargikaran khatme ke liye suprime
court se high court bheji gyi review par 29 ko
sunwai honi hai..dosto shashikant ke acount me 30
hjar tak aaya tha jise dekar senior advocate radha
kant ojha ko hire kar liya gya hai..10 hjar unki fee
sunwai ke bad hame chukana padega ..filhal kisi
tarah agar 29 ko sunwai na hui to koi matlab na
nikalta..
2) dosto judge arun tondon suprime court ke sarvice
rule ke 12 najir hamari review me dekhkar hamare
mamle me sunwai se katra rhe hai...wo friday ko ek
any case ko 2 bje ke bad sunna chahte hai..jbki
hamari review file ko wo padh chuke hai...kal mai
khud aur hamare wakil agnihotri tripathi high court
jakar arun tondon ke chamber me unse bat krege
aur hamari review par friday ko hi sunwai krne ki bat
kahege..dosto arun tondon ji hamari review ki file ko
dekh chuke hai aur wo is par sunwai se isliye katra
rhe hai ki kahi unhe old add ki kamiyo ke karan koi
aisa order na dena pade ki hadkamp mach jaye
kyuki suprime court 9 judge ke order, 3 judgo ke
order ke 12 najir ki andekhi krna unke liye sambhav
nahi..
3) dosto junior bharti ka vivad suprime court ke
antim nirnay par nirdharit hoga..kyuki hame nahi lgta
suprime court 15va sansodhan bahal karegi kyuki
judge dipak mishra aur u.u. Lalit ka avi tak jo rujhan
hai wo lgta hai ki quality teacher se samjhauta nahi
krege..acd yug ka sury hmesa ke liye ast ho chuka
hai..ha tet watage ke sath jo bhi bharti hogi usme
acd vaidh hoga par tet watage kitna hoga ye tay
nahi ..par agar junior me 10% tet watage milkar
15va sansodhan me ansik sansodhan huwa to ye bhi
mana jaye ki khel ke bich me niyam change ho skte
hai ..aur ye change 12va sansodhan ko kitna
prabhavit krega is par ham agar cmt krege to log
hame tet virodhi kahege ..mai bebak bolta hu agar
junior me khel ke niyam bich me badale to prt me
nahi badalega ye court tay krega..filhal ab 12va aur
15va ki jung ka ant sirf aur sirf suprime court
krega...suprime court n.c.t.e ki khami kitna tet
watage ho uska bhi samadhan kr skta hai kyuki civil
apeal ka order 29 rajyo aur 7 kendra shasit rajyo ki
tet bharti ke liye ek najir bnega..thanx
More important News :
सरकारी नौकरी - Government of India Jobs Originally published for http://e-sarkarinaukriblog.blogspot.com/ Submit & verify Email for Latest Free Jobs Alerts Subscribe सरकारी नौकरी - Government Jobs - Current Opening All Exams Preparations , Strategy , Books , Witten test , Interview , How to Prepare & other details

- Jrt PAR ANTIM NIRNAY NAHIN AAYA, RAHAT KI BAAT KOEE STAY NAHIN
- मैनपुरी पांच दिवसीय विशेष प्रशिक्षण शिविर शुक्रवार से : 72825 प्रशिक्षु शिक्षकों की भर्ती Latest News
- जून मेँ काउंसलिँग नहीँ तो अटक सकती है भर्ती : 72825 प्रशिक्षु शिक्षकों की भर्ती Latest News
- 72825 भर्ती 2011 का मूल विज्ञापन : 72825 प्रशिक्षु शिक्षकों की भर्ती Latest News
- Trainee Teacher Exam mein fail hue to milega chance : 72825 प्रशिक्षु शिक्षकों की भर्ती Latest News
- पति पत्नी दोनों को यथासंभव एक ही स्थान पर रखने सम्बन्धी उ0 प्र0 शासन का आदेश दिनांक 5 जनवरी 1976
- जूनियर गड़ित विज्ञान भर्ती कोर्ट अपडेट : 72825 प्रशिक्षु शिक्षकों की भर्ती Latest News
- AAJ PROFESSIONAL MATTER PAR FINAL ORDER AA SAKTA HAI.
- गणित-विज्ञान अध्यापकों के मामले में निर्णय सुरक्षित : 72825 प्रशिक्षु शिक्षकों की भर्ती Latest News
- तीन फर्जी शिक्षकों के खिलाफ मुकदमा दर्ज : 72825 प्रशिक्षु शिक्षकों की भर्ती Latest News
- Breaking News : बरखास्त हों सभी शिक्षा मित्र, जिनमें शिक्षक बनने की योग्यता नहीं - सुप्रीम कोर्ट
- Sant kabeer nagar FARZIWADA news : 72825 प्रशिक्षु शिक्षकों की भर्ती Latest News
- AAJ ki Headlines : 72825 प्रशिक्षु शिक्षकों की भर्ती Latest News
- तकनीकी सहायक भर्ती परीक्षा परिणाम पर भी रार , कानूनी लड़ाई के साथ प्रतियोगी आंदोलन की तैयारी में
- पुलिसकर्मियों की भर्ती का मामला , दोबारा मेरिट तैयार करने का एकल पीठ का आदेश रद
- 12 हजार लेखपाल भर्ती विज्ञापन अगले महीने , TCS कराएगी परीक्षा
- शिक्षक रिटायरमेंट होने पर पूरे सत्र का लाभ : 72825 प्रशिक्षु शिक्षकों की भर्ती Latest News
- अनशन पर बैठे चार बीटीसी अभ्यर्थियों की हालत बिगड़ी : 72825 प्रशिक्षु शिक्षकों की भर्ती Latest News