Friday 25 September 2015

JRT PRT Writ mein Mudda kya hogaa : 72825 प्रशिक्षु शिक्षकों की भर्ती Latest News

JRT mein conditional joining dee jaa rahee hai atah ham jo log PRT mein karyrat hain unko -
1. Jinka exam ho chuka hai aur pass hain, unko JRT ki conditional joining mein court ke antim fesle mein vipreet fesla aane par PRT mein vaapas job bahal kee jaaye.

2. Jinka exam nahin hua hai, aur 6 months poore ho chuke hain, unko PRT ka exam dene kee permssion bhee dee jaaye. aur court ke antim fesle mein vipreet fesla aane par PRT mein vaapas job bahal kee jaaye.
Bahut Kam hee aise log honge jinke 6 mahine poore nahin hue hain, Unke leeye agar point jodna hai to ye ho sajta hai ki
3. Unko aagamee kisee vishisht BTC training mein training complete karne ka moka mile, aur court ke antim fesle mein vipreet fesla aane par PRT mein vaapas job bahal kee jaaye.
3 Alag alag category ke bacth bhee ban sakte hain, Legal advise bhee len.
Paise kee kamee nahin padegee, sankhya bahut hai.
Ek kaam aur ho sakta hai ki Sachiv se is vishay mein varta kee jaaye, lekin vo shayad hee koee hal nikale.

सरकारी नौकरी - Army /Bank /CPSU /Defence /Faculty /Non-teaching /Police /PSC /Special recruitment drive /SSC /Stenographer /Teaching Jobs /Trainee / UPSC