इलाहबाद हाईकोर्ट अपडेट्स , अब केस की सुनवाई 8 सितम्बर को : 72825 प्रशिक्षु शिक्षकों की भर्ती - Latest updates

इलाहबाद हाईकोर्ट में आज शिक्षामित्रों के समायोजन के खिलाफ पड़ी तमाम याचिकाओं की सुनवाई हुयी।
सुनवाई करीब 3:17 से शुरू हुयी आज विपक्षी अधिवक्ता खरे से अपना पक्ष रखा...!!
आज शिक्षामित्रों के लिए एक बहुत अच्छी खबर ये है की खुद चीफ जस्टिस महोदय ने शिक्षामित्रों के तरफ से उनका नजरिया साफ दिख रहा था। साथियों अब इस केस की सुनवाई लगातार होती रहेगी जब तक कोई निर्णय न आ जाये.. अब इस केस की सुनवाई 8 सितम्बर दिन मंगलवार को होगी

Ab court ka samay Samapt ho gaya hai.
Kal fir case me bahas jari rahegi.
Aaj bhi sirf Adv. Ashok Khare ne hi s.m ke khilaf apna paksh rakha.
Aur sabse achchi baat ye rahi ki jo kaam hamare vakilo ko karna chahiye tha to khud Honble C.J sahab ne s.m ka bachav kiya aur Khare ji se kaha ki ye itne samay se kaam kar rahe hain to kya dikkat hai aapko tab ek vakil ne TET ka mudda uthaya tab Adv. General ne bachav me kaha ki TET 2010 se lagoo hai aur s.m 2001 se kaam kar rahe hain.
Jis par CJ sahab ne kisi Bombay High Court k Case ka bhi hawala diya aur Khare ji se kaha ki ye sarkar ka mamla hai.
Kul milakar aaj ummid jaag gayi ki Case ham hi jeetenge aur Tetue BTC wale harenge Insha Allah.
Jeet hamesha sachchai aur mehnat ki hoti hai.
Ab ummid hai ki kal Sarkari Vakil aur apne vakilo ko suna jaye.

सरकारी नौकरी - Army /Bank /CPSU /Defence /Faculty /Non-teaching /Police /PSC /Special recruitment drive /SSC /Stenographer /Teaching Jobs /Trainee / UPSC